Tuesday, May 12, 2026
Friday, April 10, 2026
Maut bhi sasti kahan
maut bhi sasti kahan ter dyaar me....faake sahi par jindgi kabul hai mujhe....
Badppan Hai Tamanna ma'am ka taarif karte Hain
Warna to yahaan hasti hamaari kuchh nahi lekin...
Ham jinda hai to kaise hai hamaara dil samjhta hai
Leni saans bhi sasti hamaari kuchh nahi lekin..
Wednesday, April 8, 2026
Thursday, March 19, 2026
bade shubh ho retirement lamhate dono ko
Bade shubh ho....
retire... ment ke lamhe done ko
Na ab office ki ...koi baat hogi.... kaam n hoga
N hoga zikr kisi file ka circu....lar ka noting ka....
Na ab koi bhi chinta hi rahegi bill clear ki
Nahi koi bhi hoga daur kooi... khaas meeting ka...
Tumhe bhi koi hogi jb jarurat to yahi karna..
Hame Dil se bulaana hm sda palke bichhayenge....
Hame sab yaad Hain lamhe jo bite the khushi ke saath
Unhi Bhikhri hui khushiyon ko hum phir se sjaayenge......
Sabhi tino retirees ko to ye paigaam itna hai....
Ki Jiwan ke har ek pal ka nya andaaj rakhna tum....
Raho har haal me tum khush yahi dil se duaaye hai....
Aur dil ki har duaaon ko tumhare naam karte hai...
Bade shubh ho....
retire... mentlamhate done ko
Wednesday, March 4, 2026
retirement Guleria
दौड़ती-भागती रही ज़िन्दगी,
खुद को संभालती रही ज़िन्दगी।
पालकर हर दर्द सीने में अपने,
Yunhi मुस्कुराती रही ज़िन्दगी।
Nahin tha Koi shikva shikayat kahan thi kisse Karen vah bagavat kahan thi
Sunday, March 1, 2026
retirement gularia
Kuchh daudti kuchh bhagati Rahi jindagi bahut the kaam karne ko.... raat bhar jagati Rahi jindagi
asmaan se badaa dil hai shayad
Tabhi saare gum sambhalti rahi jindgi...
Subscribe to:
Posts (Atom)