Thursday, March 19, 2026

bade shubh ho retirement lamhate dono ko

Bade shubh ho....
 retire... ment ke lamhe done ko

Na ab office ki ...koi baat hogi.... kaam n hoga
N hoga zikr kisi file ka circu....lar ka noting ka....
Na ab koi bhi chinta hi rahegi bill clear ki
Nahi koi bhi hoga daur kooi... khaas meeting ka...

Tumhe bhi koi hogi jb jarurat to yahi karna..
Hame Dil se bulaana hm sda palke bichhayenge....
Hame sab yaad Hain lamhe jo bite the khushi ke saath
Unhi Bhikhri hui khushiyon ko hum phir se sjaayenge......

Sabhi tino retirees  ko to ye paigaam itna  hai....
Ki Jiwan ke har ek pal ka nya andaaj rakhna tum....
Raho har haal me tum khush yahi dil se duaaye hai....
Aur dil ki har duaaon ko tumhare naam karte hai...
Bade shubh ho....
 retire... mentlamhate done ko

Wednesday, March 4, 2026

retirement Guleria

दौड़ती-भागती रही ज़िन्दगी,
खुद को संभालती रही ज़िन्दगी।
पालकर हर दर्द सीने में अपने,
Yunhi मुस्कुराती रही ज़िन्दगी।
Nahin tha Koi shikva shikayat kahan thi kisse Karen vah bagavat kahan thi

Sunday, March 1, 2026

retirement gularia

Kuchh daudti kuchh bhagati Rahi jindagi bahut the kaam karne ko.... raat bhar jagati Rahi jindagi 

asmaan se badaa dil hai shayad
Tabhi saare gum sambhalti rahi jindgi...